Aaj main aapko Android Mobile ki Battery save karne ki tips batauga jiski help se aap apne Android Mobile ki Battery save kr sakoge. Aaj ke time Har kisi ke pass Android Mobile hota hai. But Android mobile me sabse important work battery ka hota hai. Battery Save karne ke vaise to bahut saare tarike hai. Lekin main aapko kuch aise Tips batane ja rha hu. Jisase aap jyada se jyada battery save kr sakoge. Agar mobile me battery na ho to mobile kisi bhi kaam ka nhi rahta. kuch Mobile ka battery backup Achha hota hai but jyada Tar mobile me 1800-2000 mAh ki battery hoti hai jo ki bahut ji jaldi low ho jati hai. or agar hum Mobile par internet chalate hai us time to or jyada battery khatam hoti hai. Lekin bina Android mobile ke bina kaam bhi to nhi chalata.
Android Phone Me Battery Save Kaise Kare –
aaj ke time hum computer pe hone wale work ko mobile pr bhi kr sakte hai. to Android mobile sabki pasand banta ja rha hai, usme ek sath bahut saari application par work kar sakte hai. internet bhi fast chalta hai. mere kahne ka matlab yhi hai ki aaj ke time android mobile inshan ka dost bhai helper sab kuch ban gya hai. to esliye mobile ke battery jaldi finish ho jati hai.. but jab aap meri di huyi Tips/Tricks ko use karoge to aap apne mobile ki bahut saari battery save kr sakoge.
1. Use Original Charger
2. Turn Off Wifi HotSpot
3. Turn Off GPS
4. Set Auto Mode Screen Brightness
5. use only working apps
- Android Phone Me Super Mario Game Kaise Khele Download kare
- Android Phone Me SD Card Format Kaise kare.
- Free UC By CS Apk Download
6. Charge Full Battery
7. Games kam hi rakhe
agar game install bhi hai to aap force stop karke bhi game ki performance rok sakte ho.
FInal Word –
Friends Ye thi Jakari Android Phone Ki Battery Save Tips Karne Ki. Jisaki Madad se aap apne mobile phone ki battery jyada se jyada save kar sakte hai. Agar Aapko humri ye post Acchi lagi hai to ese share jarur kare or aisi hi technology ki jankari hinid me janane ke liye daily Visit Kare digital Hindi Club. Thanks For Reading