Photo Banane Wala App: Hello Friends aaj hum baat karne bare wale Photo banane wale apps ke bare me. jo ki android Phone me estemaal kiye jate hai. aaj aap janege sabse Acche Photo banane wala app ke bare me. dosto aaj ke time sabhi apne photo image ko accha dikhan chahte hai. jisase anki photo or bhi badiya lage or log dekh kar heraan rah jaye. waise to photo banane ke apps bahut saare hai lekin hum aapko un 4 sabse khas apps ke bare me batayege jo aapke photo ko bahut achha bana dege. aap in sabhi apps ka estemaal apne android phone me estemaal kar sakte hai. or apni pic ko behtreen bana sakte hai. ye sabhi apps estemaal karne me bahut hi easy hai. aap bahut hi saral tareeke se apne photo ko bana sakte hai.

Photo Banane Wale Apps
Photo banane wala App
Sabse Acche Photo Banane Wale Apps

Chaliye Dosto jante hai un sabhi apps ke bare Me jo photo banane wala apps hai. or jinki madad se Aap apni photo ko or bhi beautifull bana sakte hai. photo me Frame Add kar sakte hai. Photo ko clear kar sakte hai. apne photo ka size bada kar sakte hai or bhi bahut saare use kar sakte hai.

Photo Banane Wala App ki jankari  –

Dosto Photo Banane ke  App ke bare me batane wala hu ye sabhi app bahut usefull or Popular hai. jinhe Aap Google Play store se Free me Download kar sakte hai.
1. PicsArt App – 
 

Picsart app ek aisa App hai jo sabse jyada estemaal kiya jata hai photo banane ke liye. Picsart app me bahut saare Tool diye jate hai jisase kisi bhi photo ko aap bahut accha bana sakte hai. jaise photo ko blur kar sakte hai. Photo me Frame laga sakte hai. College photo bana sakte hai or photo ka backgroud bhi change kar sakte hai. Me apne photo ke liye Picsart ka hi estemaal karta hu. Es App ko aap google Play Store Se Free Download kar sakte hai. or kisi bhi android Phone me aasani se chala sakte hai.

ALSO READ –


2. SnapSeed App –
 
Snapseed Bhi bahut Accha or Popular App Hai photo ke liye. aap es apps ki madad se apne photo ke size ko crop kar sakte hai. apne photo ki quality ko bada sakte hai jaise colour shadow wagerah. aap snadeaap app ke jariyw photo bhi click kar sakte hai or bhi use apne hisab se edit kar sakte hai bana sakte hai. Esme aapko Autometic Filter mil jate hai jo photo ko puri tarah se badal dete hai alg alag quality me.
3. Adobe Photoshop Express – 
 
Aobe Photoshop App Adobe copmany walo ne launch kiya hai android phone ke liye. adobe company ka pahle se hi photo banane wala software hai computer ke liye, Or ab unhone Android Phone ke liye Bhi App launch kiya hai.ye app ekdam Free hai esase bhi aap bahut accha photo edit karke bana sakte hai. photo banane wala app esase aap photo me face ko clear kar sakte hai. photo me border laga sakte hai or sath hi sath hair colour change kar sakte hai red eyes kar sakte hai.
4. Prisma – 
 

Prisma App Bahut hi popular android App hai Photo ke liye. Jab Prisma Launch hua tha uske first din hi ese lakho logo ne download kiya tha. Prisma App ki sabse achhi baat ye hai ki esme hume photo banane ke liye apna dimaag nhi lagana padta. Esme Bas apni photo click kro or fir koi bhi filter select kro jiske baad processing hota hai or fir photo banake Ready ho jati hai autometic. aap prisma App play store se downlod kar sakte hai.

Must Read : –

FInal Word – 
 
Friends Ye Thi Jankari Photo banane wala app ki jisme aapne bahut saare aise app ke bare me jana jinse aap photo sundar bana sakte hai. Muje aasha hai ki aapko jankari achhi lagi hogi. or aap bataye gye photo banane ke apps ka use karke apne photo ko or bhi beautifull bana sakege. dosto ese share jarur kare or aisi hi technology ki jankari hindi me janane  ke liye daily visit kare humari website digital hindi club.

By Ankur

2 thoughts on “Best Photo Banane Wala App Ki janakri”

Leave a Reply