Hello friends Aaj hum Apko batayege ki Gmail Account Delete kaise karte hai. Ab Aap soch rhe hoge ki Gmail Account delete kyu karna chahiye, to me apko bata du ki Agar apke pass Extra Gmail Account hai or aap unka use nhi karte  hai to aap unhe Delete kar sakte hai. jisase koi or unka estemaal nhi kr payega. ya fir kabhi kabhi aisa hota hai ki Gmail Account ko youtube ya adsens se jodte hai or fir kisi karad ho disapprove ya delete ho jate hai to aap new adsens ke liye apply krte hai uske liye apko new gmail id banani hoti hai. esliye old wali id ko aap delete kr sakte hai. or bhi bahut sare aise karad hote hai jinaki wajah se hum apni gmail ko delete karna chahate hai.

gmail id delete karne ka tarika hindi me
Gmail Account Delete Kaise kare.

To aaiye jante hai ki Gmail Account Delete kaise kare. Account delete karne ke liye niche bataye gye Steps ko Follow kare.

Gmail Account Delete Kaise Kare – Gmail Account Delete karne ka tarika.

1. Sabse Pahle Apne COmputer Ya Mobile Me Gmail Account Login kre. Jise Aap delete karna chahte hai.
2. Or fir Aap Apne computer ya Mobile Me https://myaccount.google.com/ Ye Link Open Kare.
3. Link Open Karne Ke Bad Apko Account Preferences Wala Option Dikhega.

Account Preferences

4. To Uske sabse Last Wale Option “Delete Your Account & Services” Par click kare.

5. Ab Apke Samne 2 Option Aayge “Delete PRoduct” or “Delete google Account and Data” to Second wale option pr click kre or confirm kare.

Delete Gmail Account Form

6. TO friends Click karne ke baad apka gmail account succesfully DElete ho chuka hai.
Friends ye Thi Google Account Yani Gmail Account Delete karne ki jankari aap huamre in steps ko follow karke apna account aasani se delete kar sakte hai. apko ye post acchi lgi to ese share jarur kare. or aise hi hindi article ko padne ke liye daily visit kare digital hindi club. 

By Ankur

Leave a Reply