USB Device Not Recognised Error In Window 7/8/10 Solve Kaise Kare
Friends Agar Apke computer ya Laptop me Pen drive, Data Cable Ya Kisi Or Device Ko lagane Se apke computer me Ye likha aa rha hai “USB Device Not Recognised Error” hai To Aap sahi jagah aaye hai, Kyuki Aaj hum Aapko Batane Wale Hai ki USB Device Not Recognised Error Window 7/8/10 Me Fix Kaise Kare. Ye Problem Aane Ka Main Reason ye hota hai ki jab Window computer/laptop me USb Driver Currupt ho jate hai Tab ye Error aana start hota hai. Jab aap pc/laptop me koi extranal device jaise pendrive ya Mobile Ki data cable computer se connect karte hai to fir computer screen par ye USB Device Not Recognised Error Message Dikhayi deta Hai. or apki device computer se connect nhi ho pati. kabhi kabhi ye Error Computer Ko restart karne se hi thik ho jati hai. or kabhi kabhi driver reinstall karne ke baad hi fix ho pati hai.
USB Device Not Recognised Error In Window 7/8/10 Fix Kaise Kare |
Ye Error kisi bhi Window me aa sakti hai chahe window 7/8 ya 10 ho. sidha sa matlab hai ki driver currupt hona or driver sabhi window me currupt ho sakte hai. To Friends Aapko darne ki koi jarurat nhi hai kyuki hum aapko ek aisa method batayege jise follow karne aap computer me aane wali Erorr USB Device Not Recognised Solve kar Sakte Hai. Jiske Liye bus Aapko bataye gye Steps Follow Karne Hai.
USB Device Not Recognised Error Fix/Solve Kaise Kare Window 7/8/10 me –
STEP:-2 Ab Apko Bahut Saare Option Dikhege Usme LAst Me Universal Serial Bus Controller Par click Kare Or Fir USB Driver Par Right Click Karke UNinstall par click kare.
ALSO READ –
1. Computer OR Laptop Ke Hardware and software ki jankari
2. Hard Drive Se Delete Data Recover Kaise kAre
3. Google Images mE Apni image upload kaise kare
Final Word – Friends YE Hai Jankari USB Device Not Recognised Error Window 7/8/10 Me Solve Kaise kare. Aapko Jankari usefull lgi to ese share jarur kare. agar koi problem aati hai to comment me jarur bataye, or aisi hi technology ki jankari hindi me janane ke liye daily visit kare digital hindi club.