Hello Dosto Aaj hum Baat Karege Facebook Ke Account Delete Krne Ke baare me. or Janege Ki Kaise Karte Hai Facebook Account Delete Humesa Ke Liye. Facebook Sabse populer social media Website hai jjisko lagbhag puri duniya ke log use karte hai. facebook par daily Bahut sare new Account, page. group bante hai or log unke jariye ek durse se connec hote hai.  Facebook par jaydatar log apne 2 se 3 ghante bitate hai dosto se chat karte hai. groups me apne idea share krte hai or pages ki letest post padte hai, facebook par ham aasani se kisi ko bhi khoj skte hai uske name ko search krke or uski or bhi infromation jaan skte hai.  bahut se aise bhi reason hote hai jinki wajag se facebook user apna facebook account delete krna chahta hai or facebook se alvida khna chahta hai,

facebook id delete kaise kare humesa ke liye hindi me jane
Facebook Account Delete Kaise Kare Permanently – Digital Hindi Club. 

Facebook par kuch log aise hai jo apna facebook account humesa ke liye delet krna chahate hai. esliye aaj hum aapko batayege ki aap kaise apna facebook account humesa ke liye delet kar sakte hai.
waise to facebook par aisa koi option nhi hai jisase aap apna facebook account direct humesa ke liye delet kr sake. par hum aapko batayege ki kaise aap permanenlty facebook account delet kr sakte hai. Agar Aap apna facebook account deactivate kar sakte hai or fir agar aap fir kabhi apna account kholna chahe to aap login krke fir se apna account activate kar sakte hai. Agar aapke pass or extra facebook account hai jinhe aap delete krna chahte hai or aapko facebook par aisa koi option nhi dikhta jisase aap facebook account humesa ke liye delete kar ske..

Facebook Account Delete Kaise Kare Humesa ke Liye – 

Facebook account delete hone me 14 days lagte  hai. facebook account delete krne ki request dalne ke 14 din baad apka account permanently delet ho jayega.
Facebook account humesa ke liye delete karne ke liye niche diye gye Steps ko Follow kare. step by step jane hindi me.
Step:-1 Sabse pahle Www.facebook,com open kare or fir usme apna account Login kare jise aap                        delete krna chahate hai.
Step:-2 Account Login Karne Ke Baad Ab Facebook Account Delete Karne ke liye Ye page Open                 kare.  Yha Click Kare.  https://www.facebook.com/help/delete_account

Step:- 3 Facebook Delet Account wala link open karne ke baad “Delete My Account” par click kre.
Step:- 4 Ab aapke samne ek popup box aayega usme Apna Facebook Password Or Captcha Code                      dale.
Step:- 5 Fir aapke samne ek message Box aayega Usme likha hoga ki aapka Account Deactivate kar                diya gya hai. 14 Din baad baad apka Account permanenlty delet  ho jayega. 

Step:-6 14 din ke baad apka account humesa ke liye deleteho jayega. yaad rakhe ki account delete                     krne ke  baad Account dobara login na kre warna aapka account fir se activate ho jayega.
Step:-7 Agar aap apna Facebook aacount 14 din ke andar login kar lete hai to aapko 2 option dikhayi dege pahla confirm deletion or dusra cancel deletion. 

NOTE:-   Agar aap apna account delet nhi krna chahate to cancel deletion par click krde.
Agar aap apna account to delete krne ke process contunies rakhna chahte hai to confirm  deletion par click krde.

To dosto ye thi humesa ke liye facebook account delete karne ki jankaari. jise padkar aap samaj gye hoge ki facebook account ko kaise delet krte hai. or muje aasha hai ki aapko ye post jarur pasand aayi hogi, aisi hi jankaari pane ke liye daily visit kare. www.digihindiclub.com or jane internet ki jankaari hindi me.

Thanks For Reading……..

By Ankur

Leave a Reply