Android Mobile Ke Font Change Kaise Kare Use custom font. |
Android Device bahur hi smooth faster and good looking hai jo ki sabhi ko pasand aati hai. par mobile phones me kuch aise bhi features hote hai ko ki kabhi kabhi hume pasand nhi aate hai. esliye hum aaj baat krne wale hai Font Ke bare Me. Android Mobile ke Font kaise Change kare. android mobile me custom font kaise install karte hai. bahut sare log aisi hai jinko apne mobile ke fonts ki style pasand nhi aati or wo apne mobile ke font chang karna chahte hai.
Android Mobile ke font change karne karne ke liye apko apne mobile ko Root karne ki koi jarurat nhi hai kyuki hum apko batayege ki Without Rooot Android Mobile KE FOnt kaise Change karte hai. Agar apka mobile Rooted hai to fir aap aasani se apne phone ke fonts ko change kar sakte hai.
eske liye bas aapko humare steps ko follow karna hai. jisase aap asani se font change karna sikh jaoge.
Android Mobile Ke Phone Kaise Change kare-
Go Launcher App Se Mobile Font Kaise Change Kare-
Method 2: – Rooted Phone Me Custom Font Kaise Install kare-
to Dosto ye thi jankari Android Phone ke font change kaise karte hai uske bare mein. agar aap custom font use karna chahte hai to aap humare bataye gye steps ko follow karke apne mobile phone ke font asani se change kar sakte hai. ye method dono type ke phone me work krta hai rooted or non rooted mobile me. to dosto aise hi technology ki jankari pane ke liye daily visit kare digital hindi club or jane internet ki jankari hindi me.