Hello Friends, Aaj mein aapko ek bahut hi badiya Airtel ki free internet ki trick batane ja rha hu jisase aap apne mobile computer or laptop me 2G/3G/4G ki speed se free me internet chala sakege. Ab to airtel ka 4g network bhi launch ho gya hai jyadatar city me, agar aapke pass 4G sim hogi to aap 4G speed me bhi internet chala sakege. Airtel aaj ke time me sabse popular network ban chuka hai or eska sabse main karad eska network hai. airtel ka network bahut hi achha hai or eski internet speed bhi bahut badiya hai aap 2G internet me bhi bahut hi achhi speed se net chala sakte hai,

airtel free internet trick digitalhindiclub

Free intenet chalane ke liye aapko bas apne mobile me ek vpn download karna hai or usme vpn me setting karni hai, jo ki main abhi aapko batauga step by step. ye 1000% working trick hai mein bhi apne mobile me airtel ka free internet chalata hu. matlab ki maine ye trick use ki hai or ye ekdam working trick hai. aaj free internet apne android mobile or computer laptop me bhi chala sakte hai, uske liye bhi me aapko pura process batauga.

Aap Airtel ki sim me free ka internet chala to payege but eski kya limit hai to muje bhi nhi pta par ye ki aap agar daily 150 Mb se kam instmaal karege to aapka free ka net chalata rahega.. or aap ese 3G speed me bhi chala sakte hai,,

Airtel Free Internet Ke liye Kya Kya Chaiye – 

Also Read- Airtel offer 1Gb 3G Data paye sirf 5 rs Ke Recharge par.

Free Internet ke liye aapko chahiy ek  smartphone.
Free Internet ke liye Troid VPN 

Click here par clcik karke aap Troid Vpn Download karle.
 TroiDesliye kyoki es VPN ki seettings bahut hi aasan hai or ye  Mb ka app hai, Free internet ke liye aapko or koi setting nhi karni padegi aap bas troid me setting kijiye or free me net chalaiye, 

Airtel Free Internet Troid Vpn ( TCP )  Trick – 2016 

Airtel me free internet kaise chalaye janiye.

1. Sabse Pahle Troid Vpn App ko Open Kare,
    

  • Select server FREE-GORDZILLA-2
  • Rpot- 443   Likhe
  • Lport- 0     Likhe
  • TCP   Select Kare
  • REMEMBER ME Par right ka Tick krd.

airtel me rfree internet kaise chalaye


2. AB Niche Aa Rhe ADVANCE ke option par click karke aage ki seeting kare.

  • Use Proxy for Tcp Connection par click kare.
  • Proxy Host- 92.46.125.19  likhe 
  • Proxy Port- 3128 likhe
  • Header Me – host:one.airtel.in/@  ya Host:Airtellive.com/@ ya Host:buddies.airtelmoney.in/@ 
  •   en teeno me se koi bhi 1 header me daal dena.

airtel free internet trick tcp

3. Setting Ho jaye ke baad save kar de.

4. uske baad Apne airtel sim ka Mobile Data On kar le.. data on hone ke baad Troid vpn me connect wale option par click kare, wait 10-15 second AB Dekhe aapka troid connect ho gya hai or aapka free ka internet chalu ho gya hai. 

airtel me free internet kaise calaye


To Ab AAP ES FREE KE INTERNET KA MAZA LIJIYE, 3G SPEED KE SATH. 

NOTE- DIGITAL HINDI CLUB TIPS – DAILY 150 MB SE JYADA KHARCH NA KARE. 


By Ankur

Leave a Reply