Aadhaar card se sirph mobile numbar aur bank khaata hee nahin, balki kayi dastaavej link karane anivarey hain. din-pratidin aadhaar kaard ek aham dastaavej banata ja raha hai. isalie ise up to date rakhana kaafi ahem hai. aadhaar kaard mein jyaadaatar update karane ke lie ab aapako enrolement center jaaana jaroori hota hai ,lekin agar aapko ismei sirf pata update karana hai to yah kaam aap aasani se ghar bethe kar sakte hai
Aise kar sakte hai pata update
Majooda samay mei aap aadhar card apana pata update karana chahte hai to iske do tareeke hai, aap chahe to post bhejakar jaroore badlaav ke lie aavedan bhej sakte hai,iske alava aap online update bhi kar sakte hai.
Online aise hoga update
Aadhar mei pata update karana k lie aapko aadhar authority uidai ke website par jana hoga,yeh kaam homepage par hai aapko address update karane ka vikalp mil jaega,is par click kare aur ek naevindo khuljaegee,jaha aap apna pata update kar sakenge.

step 1 .
Aadhar card ki madad se login kare.aapke mobile par ek otp bheja jaega, use enter karen.
step 2.
iske baad ek nayi window khulegi,jahan aapko pate mei jo bhi badlaav karana hai uski jaankari darj karanee hai.
step 3.
Saare jaankari update karne ke baad aapko iss address proof ko upload karna hoga.
step 4.
Iske baad aapko bpo selection vikalp mei sahi option chunna hai.
IS tarah aadhar mei pata update karane ka aaveden darj ho jaega.Aadhar card se judi hua agar aapko koi bhi prashan hai to aap diye gayi faq ( frequently asked question) padh sakte hai.ismei aapko jaarori dastavaej submit jaise hetu saari jaankari mil jaegi.

By Ankur

Leave a Reply