Paytm Se Without Internet Payment Kaise Kare – Hindi ME Jane. |
India me notbandi ( demonetization ) ke karan online transaction badh gya hai jisase log online hi kharidari kar rhe hai to eske chalte bahut sari dukaano par Paytm se pay krne ke liye QR code lga diye gye hai yr fir aap direct unke paytm number par money send kar skte hai, to esi ke chalte paytm ne aisa hi new feature launch kiya hai jisase aap bina internet ke paytm se payment kar sakte hai kisi bhi shop par.
Paytm se Offline Payment krne ke liye Niche Pade. (Without Internet PAytm Kaise Use kre.)
Paytm Se Without (Bina) Internet Ke PAyment Kaise kare-
1. Paytm Code kaise Create kare-
>> Paytm Pin Create karne ke liye Apne Paytm No se Es No. 180018001234 Par Call kre. Call Free Hogi.
>> uske baad apko ek Feedback Call aayegi usme aapko pin create karna hai 4 no enter krne hai koi se bhi jo baad me aapke pin ban jayega.
>> Paytm Pin Sucessfully Create krne ke baad Ab Aap kisi ko bhi payment kr sakte hai bina internet ke.
>> Ab aap kisi ko payment krna chahte hai to. paytm wale no se Es no 180018001234 par call kre.
>> Ab aap jisko Payment krna chahte hai uska Paytm No. Enter Kare.
>> Aap kitne Rupaye Send kar rhe hai wo enter kare.