Top Security Apps For Android Smartphone. 2016 |
Android Mobile sabke pass hai or sabhi internet ka use karte hai par kabhi kabhi galat webiste par click kar dene se humare Mobile me virus aa jata hai or jisase humari saari jankari data sab kuch hack bhi ho jata hai. par aisi hi khataro se bachane ke liye hum aapko top security apps for android ke baare me batayege. jinaki madad se aap apne data ki surksha kar sakege or apne smartphone ko bhi protect kar sakege.
Top Security Apps For Android Smartphone:-
Avast antivirus computer ke liye sabse accha antivirus sabit hota hai par Ab Avast me Smatphone ke liye Avast Mobile App Launch kiya hai. jo aapko smartphone ko internet se aane wale virus se bachata hai or sath hi sath aapke Mobile storage me hone wale malware or virus ko bhi delet kar deta hai.
Avast Mobile App me apko lock ki bhi suvidha milati hai jisase Aap apne mobile me app lock lga sakte hai. avast mobile app smartphone ki security ke liye behtreen app hai. Play store par avast mobile app ko 50 crore se bhi jayda baar download kiya gya hai.
4. 360 Security App :-
360 Security haal hi me bahut popular hone wala security App hai ye 360 security App din pe din popular hota ja rha hai or eske user bhi bahut jyada hote ha rha hai. 360 security App aapke mobile ko virus attack se bachata hai or internet se hone wale khataro se bhi sawdhan rakhta hai, 360 security app me bhi aapko app lock ki suvidha milati hai. top app ki list me 360 security app bhi samil hai.
360 security App ko Play store par 5 me se 4.6 rating mili hai.
Friends ye The “Android Mobile KE liye Top Security App” en security apps ko aap apne mobile me install karke apne mobile ki surksha bada sakte hai or internet se hone wale khataro se bacha sa kte hai.
Muje Aasha hai ki aapko humari post “Top Security App for Android smartphone” jarur pasand aayi hogi. aisi hi majedaar jankaari pane ke liye daily visist kare. digihindiclub.com or jaane tech duniya ki saari jankaari hindi me.
Thanks for Reading….